विदा करो Vida Karo Lyrics in Hindi

Vida Karo Lyrics in Hindi – Arijit Singh
Mainu vida karo, mainu vida karo ji
Ab vida karo mere yaara
Mainu vida karo, mainu vida karo ji
Maine jaana hai us paar
Tum sabhi saaf sahi ho, matmaila main
Tum sabhi paak, magar paap ka dariya main
Mainu vida karo, mainu vida karo ji
Ab vida karo mere yaar
Jhuth bhala kyun bologe tum
Sab sach kehte ho
Meri nahi hai duniya jismein
Tum sab rehte ho
Hoo saath tumhare, aur rahun main
Mera to mann tha
Sach hai yahan pe
Jo bhi bura tha
Mere kaaran tha
Mainu vida karo, mainu vida karo ji
Ab vida karo mere yaar
Mere sar pe saari tohmat tum dhar dena
Main to main hoo, rooh bhi meri paagal kar dena
Tum khush rehna
Sab kuch sehna mujhko aata hai
Tute taare ka dharti se kaisa nata hai