Lyrics

जुदा Tujhse Judaa Song Hindi Lyrics

image

Tujhse Judaa Song Hindi Lyrics

(Aansuo ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhaayi) X2

Puri hoke bhi puri naa ho saki dua

(Tujhse juda-juda hua, main juda hua
Mujhse khafa-khafa yahan mera Khuda hua) X3

Kareeb se guzar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Khaali-khaali dil mein ek dard aisa bhar gaya
Jiski kehte hain duniya mein koi nahin dawa

(Tujhse juda-juda hua, main juda hua
Mujhse khafa-khafa yahan mera Khuda hua) X3

Bewajah safar mein tha
Pal do pal nazar mein tha
Khaamakha bhatak gaya
Accha bhala dil ghar mein tha
Kaise bin tere hogi yeh zindagi bata

(Tujhse juda-juda hua, main juda hua
Mujhse khafa-khafa yahan mera Khuda hua) X3