Lyrics

मैं परवाना Main Parwaana Lyrics in Hindi – Arijit Singh (Pippa)

image

Main Parwaana Lyrics in Hindi

Main parwana tera naam batana
Tere pyaar mein jalna jalaana
Yoon nazrein utha
Yoon nazrein giraana
Tu shamma main hoon mastana

Dil pe waar waar aisa kiya
Har baar paar yaar kar diya
Jadi hui hai garaari, addi hui hai
Main fauji aaj tipsy ho gaya

Aankh main maarunga deewana
Pakka ji mera nishana
Lakh tu bachna bachana
Aankh main marunga deewana

Main parvana tera naam batana
Tere pyar mein jalna jalana

Ho tere aas paas, aas paas rehna
Maar saar de na tere naiyya
Ke baat vaat meri ban jaaye
Ho scene-veen hat wala mm.. miya

Aankh main maarunga diwana
Pakka ji mera nishana
Laakh tu bachna bachana
Aankh main maarunga deewana

Main parwana tera naam batana
Tere pyaar mein jalna jalaana

Na tujhpe fateh aitbaar mujhe hai na
Straight khule aam hai yeh kehna
Ke wing swing yahaan na ho paaye
Na scene heartbeat wala mm.. miya

Jaa ve jaa Romeo deewana
Kaccha hai tera nishana
Laakh tu try maare jaana
Kuch nahin hona hawaana

Jaana hume yaar le jaana
Bada hi pakka nishana