Lyrics

जिया Jiya Song Hindi Lyrics

image

Jiya Song Hindi Lyrics

[ Jiya…  
Main na jiya  
Reza reza mera jiya ] x2  


Main begaana sa  
Tha deewana sa  
Mujhko teri chaahat mein basa diya  
Jiya… 
[Main na jiya  
Jiya… ] x2
haan… 
Main na jiya

Ho likhun hawaon pe main  
Naino se naam tera  
Ho saaye se main haathon ke  
Saaya loon thaam tera

Ishq ka tu hai Rab  
Jiske chaaron taraf  
Meri baahon ke ghere ka bane haashiyaan

Jiya… 
Main na jiya  
Reza reza mera jiya  
Jiya… 
Main na jiya  [x2]

Naina, firozi nehar  
Khwaabon ke paan mein ghar  
Ho aise hoon main tere bin  
Sehra ki jaise seher

Saas mein tu bhare  
Do jahaan se pare  
Aankhein tujhse miloon main  
Mere saathiya

Jiya… 
Main na jiya  
Reza reza mera jiya  
Jiya… 
Main na jiya  [x2]