Lyrics

जो तू मेरा हमदर्द है Humdard Lyrics in Hindi

image

Humdard Lyrics in Hindi

Pal do pal ki hee kyun hai zindagi
Is pyar ko hai sadiyaan kaafi nahin
To Khuda se maang lu
Mohlat main ek nayi
Rehna hai bas yahan
Ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

Teri muskurahatein hain taaqat meri
Mujhko inhi se umid mili
Chahe kare koi sitam yeh jahaan
Inmein hi hai sada hifaazat meri
Zindagani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai...

Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwahishein teri ab duayein meri
Kitna anokha bandhan hai yeh
Teri meri jaan jo ek hui
Lautunga yahan tere paas main haan
Vaada hai mera mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
[Humdard hai
hmm… ] x2
humdard hai