Lyrics

हम आपके बिना Hum Aapke Bina Lyrics in Hindi

image

Hum Aapke Bina Lyrics in Hindi

Dekho hai aasmaan wahi
Aasmaan wahi hai wahi wahi
Dekho hai chandni wahi
Yeh chandni wahi hai wahi wahi
Ab bewajah sa lagta
Saanson ka yeh aana jaana
Saare woh beete lamhe mujhko
Lag rahe afsana

Jeene ko jee raha hoon
Koi shak nahin

[Hum aapke aapke
Aapke bina kuch nahin ] x2


[Kuch bhi nahin ] x4